High Blood Sugar Symptoms in Hindi

High Blood Sugar Symptoms in Hindi

High Blood Sugar k log Jyada Meetha kate Hain Keval UN Logon ke Sharir Mein sugar ki Matra Adhik ho ti hai lekin Aisa Nahin Hai High Blood Sugar Symptoms

High blood sugar Ki samasya Kisi bhi vyakti ko ho sakti hai aur sabse khaas Baat iska Hamen Pata bhi nahin chalta Sharir mein agar Cheen ki Matra badh Jaaye to yah Hamen andar hi andar khokhla banaa De ti hai iska Sidha Asar Hamare Sharir ke ango nasho Aankhon aur Sharir ke energy level per hota hai

Hamare Sharir ke andar Jab Chhoti Se Lekar Badi gadbadi Hoti Hai To Hamara Sharir alag alag tariko se Hamen Uske bare mein batane ki koshish Karta Hai Samay Rahte Hain Ham Sharir dwara Bataye Gaye UN Isharon ko Samajh To Har Gambhir se Gambhir bimariyon ko Ham Aane Se Pahle hi rok sakte hain.

Kuch Aise High Blood Sugar symptoms  jo ki Sharir Mein Chini ki Matra badh Jaane per Najar Aate Hain Kuchh Lakshan batate Hain Ki aapko diabetes hone wala hai vahin Kuchh Lakshan Najar Aane per aapko turant doctor ke pass Jarur Jana chahie

Bar Bar Bhookh Lagna agar aap ka khana kha lene ke bad bhi Aksar Kuchh Na Kuchh khane ka man Karta rahata Hai To ho sakta hai aapke Sharir Mein sugar ki Matra Badi hui ho

High blood sugar Sharir k khane pachne Se rokta Hai Jiski vajah Se Hamare Sharir ko Puri Tarah energy Nahin Mil paati aur ham Har Bar Bar Kuchh Na Kuchh khane ka man Karta hi rahata hai agar aap ke saath bhi aisa hota hai to Apnae rojana diet Mein Se Meetha kam karne ki koshish karen  aur chai coffee vagaira Mein Chini ki Matra kam rakhen

Aisa karne se hi aapko bahut jaldi acche result Najar Aane lagenge thakan Agar aapko subah uthate hi thakan mahsus hone Lagti Hai yah pura din khatm Hote Hote aap bahut jyada thak Jaate Hain To yah bhi Sharir mein badi Hui sugar ka ek Lakshan ho sakta hai

Kyunki Jab Sharir Mein Chini ki Matra badhati Hai To Hamara Sharir energy ko Puri Tarah istemal nahin kar Pata Aur Hamari koshika ko avashyak kyon Nahin Mil Pata Jiske Chalte

Aksar Hamara Sharir Bina Kisi Karan ke Hi thaka Hua mahsus karta rahata hai agar aap ekadam se Meetha khana band nahin kar sakte to Chini ki jagah shehad Ka istemal Karna Shuru Karen

Jab Sharir Mein Chini ki Matra badhati Hai To Bar Bar peshab Aana lagti hai Sharir Mein Chini ki Matra badhati Hai To iska Asar Hamari kidney per bhi hota hai high blood sugar hone par Hamari kid Niyat Aryan ki liquid ko Puri Tarah absorbed nahin kar paati aur Hamara Sharir Badi Hove sugar ko kam karne ke liye Sharir ka Toral jaldi jaldi Bahar nikale lagta hai Jiske Chalte Hamen jaldi jaldi peshab Aane Lagti Hai

High Blood Sugar Symptoms Bar Bar Pyas Lagna Bar Bar Munh aur Gala Sukhna aur jaldi jaldi Pyas Lagna Sharir Mein fluid yani Ki Tarah Ki Kami Ko darshan Hai jis ki mukhya vajah Sharir mein badi Hui sugar Hoti Hai Pyas lagne per bhi Pani Na Pina Asambhav hai lekin Kuchh log Pyas Lagne par Tarah Tarah Ki Meethi chij Apne Latte Hain Jiski vajah se yah problem aur Jyada badh Jaati Hai

Pyas Lagne per Pani Mein Nimbu ka ras Bhi Milaya Ja Sakta hai vajan ghatta hai Sharir Mein glucose ka level high hone ki vajah se vajan Teji se kam hone lagta hai Feer Chahe aap Kitna bhi hai via high calorie wala bhojan Karen vajan badhta hi nahin Iske Piche Kai Tarah Ke Karan hote hain Pani Ki Kami ki vajah se Sharir Patla hone lagta hai

Insulin ki Kami Ke Karan Sharif ka fat Teji se badna  shuru ho jata hai aur Jyada peshab Aane Ke Karan body se avashyak Poshak Tatva bahar nikal Jaate Hain

Infections high blood sugar ki vajah se mahilaon Mein urinary track infection aur yeast infection hone ki Sambhavna Kafi badh Jaati Hai Aur Is Tarah Ke infection Aksar mahilaon mein jyada Dekhe Jaate Hain

Sharir Mein Sugar ki adhiktar bacteria ko badhava Deti Hai Jiske Chalte Gupt Ang Mein infection aasani Se Ho Jata Hai Is Tarah Ki samasya se bachne ke liye Sugar kam se kam khayen 7-8 din ke liye Puri Tarah hi band kar de Aisa Karne Se Jyada Meetha khane ki Aadat Mein apne aap hi sudhar aata hai

Also Read:- How to reduce sugar level

Dry skin Kaise hoti hai?

Aap Jante Hain dry skin yani ki Sukhi tvacha ka sambandh high blood sugar level se bhi ho sakta hai aisa isliye Kyunki sugar level high hone ki vajah se Sharir Mein Pani Ki Kami hoti hai jisse ki Hamari tvacha Sukhi Lagti Hai

Jyada Sugar Sharir ki tvacha mein Pasina Paida Karne Wali Kranti ko kamzor banati hai aur Vajan sukhne Lagti Hai Dhyan Laga Pana vaise to hamare dimag ko acchi Tarah kam karne ke liye sugar ki jarurat hoti hai lekin Jab sugar ki Matra Jyada badh Jaati Hai To iski vajah se glucose Hamare dimag Tak theek Tarah Nahin pahunch Pata Jiske Chalte dimag ki Shakti kamjor hone lagti hai aur iska Sidha Asar Hamare sochne samajhne aur nirnay lene ki Shakti per padta hai

Aankhen kamjor hona Aksar dhundhla Dikhai Dena bhi Sharif sugar aur Pani Ki Kami ka Sanket hota hai aur sath hi yah Hamari Aankhon Ki koshika ko bhi prabhavit karta Hai Jiski vajah se Aankhon Ki focus karne ki Shakti kamjor hone Lagti Hai

Zakham aur kharoch ka Dheere Dheere theek Hona agar aap yah notice kar rahe hain ki aapke Sharir Mein Ek chhotiya Badi kharoch bahut Dheere Dheere theek Hoti Hai To ho sakta hai ki aapke Sharir Mein sugar ki Matra Badi hui ho Jeene Ki adhikta hone se Hamara blood circulation kamjor ho jata hai aur Hamari koshika Mein Poshak tatva ki Kami a Jaati Hai Aisa hone per jakhmon ko theek hone Mein Samanya Se Jyada Samay lagta

Sugar ki Matra Adhik hone per yah napunsakta Ko Bhi Bada sakta hai sambhog Shakti aur healthy sex life ke liye Sharir mein blood circulation ka Achcha Hona aur majbut Hona aur uska balance banaa Rahana Jaruri hota hai Sharir mein badi Hui sugar ka ine Sabhi chijon per bahut bura Prabhav padta hai

Jin Logon ke Sharir Mein Sugar ki Matra adhikta Hoti Hai Un Logon mein chidchidapan jyada hota hai aur Sabra ki Kami Hoti Hai

Hamare dimag ko glucose ki supply ki jarurat hoti hai isliye Jab Bhi Hamare Sharir ke Glucose level mein gadbadi Aati Hai To iska Hamare dimag per bahut bura Prabhav padta hai Jiski vajah se Ham Jyada tension stress Lena Shuru kar dete Hain

To doston yah Thi Hamare Sharir Mein Bade Hue sugar level se Judi Hui Kuchh avashyak baten

Also Read:- Top 10 Fruits for Diabetes Patients

was this article helpful..?